WELCOME Every day you may make progress. Every step may be fruitful. Yet there will stretch out before you an ever-lengthening, ever-ascending, ever-improving path. You know you will never get to the end of the journey. But this, far from discouraging, only adds to the joy and glory of the climb.
Sunday, 16 December 2012
SHUBHENDU TRIPATHI
Sham thi wo kaatil,jo uski yaaden le aai,
Thy ham tanha, hame mai-khane le aayi,
Saaki ne toh aur bhi julam dhaya ham par,
Ke chhalak gaya paimana, aisi aankhiyon se pilayi …
Thy ham tanha, hame mai-khane le aayi,
Saaki ne toh aur bhi julam dhaya ham par,
Ke chhalak gaya paimana, aisi aankhiyon se pilayi …
Koshish karo koi apse na ruthe
zindgi me apno ka sath na chhute zindgi me,
Rishta koi bhi ho use aise nibhao
ke us rishte ki dor zindgi bhar na tute.
zindgi me apno ka sath na chhute zindgi me,
Rishta koi bhi ho use aise nibhao
ke us rishte ki dor zindgi bhar na tute.
Kaash khushiyon ki bhi koi dukan hoti
us dukan me teri pahchan hoti
kharid lete har us cheez ko jo tumhe pasand ho
bhale hi us cheez ki kimat hamari jaan hoti
us dukan me teri pahchan hoti
kharid lete har us cheez ko jo tumhe pasand ho
bhale hi us cheez ki kimat hamari jaan hoti
Har Rishte Me Viswas Rehne Do,
Zuban Par Har Waqt Mithas Rahne Do,
Yahi To Andaz Hai Zindagi Jine Ka,
Na Khud Raho Udas Na Kisi Ko Udas Rehne Do..
Dil dua h to dava h dosti
ho mat udas har dukh ka ilaj h dosti
mene to dosti ko h khuda mana kyoki
har pal har jagah h dosti
Kaash khushiyon ki bhi koi dukan hoti
us dukan me teri pahchan hoti
kharid lete har us cheez ko jo tumhe pasand ho
bhale hi us cheez ki kimat hamari jaan hoti
Warning:
Agar aap mujhe bhule to.
Upar wala apko.
Lalu ki akal.
Mayawati ki sakal.
Mulayam ki jawani.
Kalam ke baal or
Atal ki chal de.
Ab bhula ke dekho.
Agar aap mujhe bhule to.
Upar wala apko.
Lalu ki akal.
Mayawati ki sakal.
Mulayam ki jawani.
Kalam ke baal or
Atal ki chal de.
Ab bhula ke dekho.
jab kuch sapane adhure reh jaate hai
to dil ke dard aansu ban kar beh jate hain...
jo kehte hain ham sirf aapke hain
wo kyun alvidaa keh jaate hain.
Dosti ka rishta kabhi purana nahi hota,
Isse bada koi khajane nahi hota,
dosti to pyaar se bhi pavitra hai,
kyowki isme koi pagal ya diwana nahi hota..
WWW.FACEBOOK.COM/SHUBHENDU.36
Saturday, 8 December 2012
SHUBHENDU TRIPATHI
Badla jo wakt ghehri rafaaqat badal gaee,
Suraj dhala tu saaye ki surat badal gaee
Ek muddat tak mein us ki zaroorat bana raha,
Phir yun huwa ke us ki zaroorat badal gae...
bhari mahfil me tanha mujhe rahna sikha diya
tere pyaar ne duniya ko jhootha kahna sikha diya
kisi dard ya khushi ka ehsaas nahi hai ab toh
sab kuchh zindagi me chup chap sahna sikha diya
Socha tha jab milenge raah chalte kabhi,
dil ki baaten juban par na aane denge,
hamne lab khole bhi nahi aur wo sab jaan gaye,
khaamoshiyon ko samazne ki wo adaa unme aaj bhi hai
dil ki baaten juban par na aane denge,
hamne lab khole bhi nahi aur wo sab jaan gaye,
khaamoshiyon ko samazne ki wo adaa unme aaj bhi hai
Subscribe to:
Posts (Atom)